Loading
Bookscamel is a leading company among book publishers in India. With over 8 years of experience in the publishing industry, we understand the needs of readers. Our publishing platform gives authors an opportunity to reach millions of readers. We are one of the most trusted book publishers in India and have a reputed presence in the nation in terms of quality printing and publishing support. Connect with our publishing consultants to know more about publishing opportunities at Bookscamel.
Author: Sumit Tiwari
Sumit ji ka janm 19 March 1999 ko Uttar Pradesh ke Lucknow sheher mein ek Brahmin parivaar mein hua tha. Bachpan se hi ye bahut shaant aur gambhir swabhaav ke vyakti rahe hain. Unhone apni uchch shiksha B.Tech mein engineering se prapt ki hai aur vartamaan samay mein corporate jagat mein ek software engineer ke pad par niyojit hain. Unhein bachpan se hi shayari, kavita, ikhlaaqi cheezen kaafi utsaahit karti thi. Shayari aur kavita likhne mein unka ruchi hamesha se rahi hai. Samay ke saath-saath unki likhne ki kala aur bhi nikhar gayi. Ek anubhavshali lekhak ke saath-saath ye ek bahut acche shrota bhi hain. Unhone apni pehli pustak "Shayar-e-Umeed" ke madhyam se ab ek yuva kavi ke roop mein apni upasthiti darj karaayi hai. Unki kavya shaili bahut saral aur mann ko chhoo lene wali hai. Unki prerna un sabhi kavi se mili jinhone kam umr mein hone ke baavajood, apni rachnaatmak shaili se lokpriyata prapt ki. Is pustak ke madhyam se ve apne jeevan ke utar-chadhaavon ko samajh prastut kar rahe hain.
SKU | Book230655C |
ISBN | 9789364261012 |
Dimensions | 5*8 |
Total Page | 148 |
Paper Color | White Paper |
Cover Laminations | Glossy |
Language | Hindi |
Publish Date | 23 Aug, 2025 |
No reviews found.
Discover books from our collection.