BOOKSCAMEL Premium Bookstore
Publish Now
Bhavsagar Available

Bhavsagar

By Pushpa Ji.

(4.8/5) • 0 reviews
150.00
SKU Code Book2302154C
ISBN 9789374246252
Pages 68
Language Hindi
Genre Poetry
Book Type Paperback
Book Size 5*8
Published Date 14 July, 2026

Synopsis

"""Bhavsagar"" yeh bhinn-bhinn rangon mein dhali kavitaon ka aisa sangrah hai, jo vaastavik ghatnaon se prerit hain.

Inmein se adhikansh kavitaayein maine apne mahavidyalayin jeevan ke dauran hi likhi hain. Vaise to main vigyan ki chhatra rahi hoon, lekin un dino Mahadevi Verma ji, Suryakant Nirala ji, Maithilisharan Gupt ji aur Makhanlal Chaturvedi ji jaise mahakaviyon ki rachnaon ne mujhe bahut prerit kiya.

Makhanlal Chaturvedi ji ki ye panktiyan:

""Mujhe tod lena vanmaali,
Us path par dena phenk;
Matrubhumi par sheesh chadhane,
Jis path jaave veer anek!""

In panktiyon ne mujhe andar tak jhakjhor diya aur kavitaayein likhne ke liye prerit kiya.

Maine apne vicharon ko bahut hi swabhavik dhang se aur bebak andaaz mein prakat karne ka prayas kiya hai."

Reader Reviews (0)

No reviews yet. Be the first to write one!

Share Your Thoughts

Your personal identity metrics remain protected inside our system parameters.

Related Books

तन्हाइयों के सिलसिले
 मौन के उस पार
At The End Of Dusk
Shabd Roop Aahe..
Rang-Birangi
Ehsaason Ki Odhani
Man ki Goonj
 EXLORE THE LIFE: 51 POEMS
Phool Amaltas ke
Kaavya Sangini
"Nenu..Naa Samaajam"
Kavya Sarita: Kavya-Dhaara
Shabdon Ka Safar
Hayat: Never told..
Main keval abhivyakti tumhari