BOOKSCAMEL Premium Bookstore
Publish Now
Suresh Sachan Patel
Featured Profile

Suresh Sachan Patel

Kavi ka Jeevan Parichay

Naam: Kavi Suresh Sachan Patel
Pata: Gram va Post Paniyamau, Kanpur Dehat, Uttar Pradesh
Janm: 01 June 1967

Shiksha: Nursing Vigyan, Laboratory Technology, X-Ray Technology

Samprati: Kavi, lekhak, geetkaar, kahaanikaar; ardh-sainik bal ke chikitsa vibhag mein karyarat.

Prakashit Rachnayein

Dainik Cold Field Mirror, Zindagi Metro Samachar Patra, Hariharhaar Patra (Haryana), Sonbhadra Express, Azaad Express (Lucknow), Bal Kilkari Maasik Patrika, Nav Uday Maasik Patrika, Aryavart Kesari Dainik Samachar Patra aadi mein rachnayein prakashit.

Prakashit Kavya Sangrah: Kavya Sarita

Prakashit Saanjha Kavya Sangrah:
Profound Writer, Safar Shikhar Tak, Spandan, Saudamini, Yaadon Ke Lamhe, Prerna, Hindi Gatha, Rashtriya Prabha Manch dwara prakashit Anhad, Sahitya Ratna 2023, Chikitsa Visheshank, Indradhanushi Rang, Pyari Maa aadi.

Samman Patra

Sahitya Visharad, Sahitya Mani, Hindi Gaurav Samman, Sahitya Bharati Samman, Sahitya Bhaskar Samman, Sonbhadra Manav Seva Ashram (Trust) dwara Hindi Gaurav Ratna 2023, Sangam Academy evam Publication dwara pradat Vishva Hindi Sahitya Ratna Samman 2023, Sonbhadra Manav Seva Ashram (Trust) dwara pradat Son Sahitya Ratna 2022, Sahitya Gaurav Samman, Sahitya Ratna Samman, Maa Sharade Kavya Manch dwara Kavya Ratna Samman, Nepal Bharat Maitri Kavya Ratna Samman 2024, Nirdaliya Prakashan dwara pradat Ramdhari Singh Dinkar Ojashvita Samman 2025 aadi anek sammanon se sammanit.

Debut Work: "Chahakte Geet: Geet Sangrah"

Published Collection

1 Book Total
Chahakte Geet: Geet Sangrah