BOOKSCAMEL Premium Bookstore
Publish Now
Brijendra Kumar Thakur
Featured Profile

Brijendra Kumar Thakur

"Brijendra Kumar Thakur ek jigyasu vicharak, shodhakarta aur lekhak hain, jinki ruchi jeevan, manovigyan aur manav vyavhaar ko samajhne mein rahi hai.
Unhone vigyaan ke kshetra mein adhyyan kiya hai aur Analytical Chemistry mein Research Scientist ke roop mein kaam karne ka anubhav prapt kiya hai. Apne shodh kaarya ke dauraan unhone yeh anubhav kiya ki vigyaan ki tarah jeevan mein bhi har prashna ka uttar dhoondhne ki prakriya hoti hai.
Apne vyavsayik anubhav aur jeevan ke vibhinn anubhavon ke aadhar par unhone yeh samjha ki mann mein uthne wale doubts hi kai baar humare vikas ki shuruat hote hain.
“Doubt Parking” unki ek aisi pustak hai jismein unhone jeevan mein uthne wale sawaalon, chunautiyon aur nirnay ko saral aur vyavaharik tareeke se samjhane ka prayaas kiya hai.
Lekhak ka maana hai ki
“Doubt ko dabane se nahi, samajhne se jeevan ki disha spasht hoti hai.”"

Debut Work: "Doubt Parking"

Published Collection

1 Book Total
Doubt Parking