Loading
Bookscamel is a leading company among book publishers in India. With over 8 years of experience in the publishing industry, we understand the needs of readers. Our publishing platform gives authors an opportunity to reach millions of readers. We are one of the most trusted book publishers in India and have a reputed presence in the nation in terms of quality printing and publishing support. Connect with our publishing consultants to know more about publishing opportunities at Bookscamel.
Chhota sa Sandesh
Author: Dr. Neerja khare
Yeh meri Dreambook hai. Shabdon ki yeh yatra “Jeevan ka saraansha” hai, jo dil se nikal kar kalam ke dwara kagaz par mere sansmaran aur kahaniyon ke roop me avatarit hua hai. Ye pustak mere Jeevan yatra me jane anjane hue anubhavo ka saraansh hai.Yeh mere Jeevan ki anubhutiyan hain jinhe maine shabdon me pirone ka prayas kiya hai. Yeh kahaniyon ka sangrah un ankahi bhavnao ki abhivyakti hai jo hamare andar to hote hain par shabdon me vyakt nahi ho pate. Is sangrah ki har kahani samaj ke hit me Sandesh deti hain. Mere divangat mata pita ki prerna ka yeh parinaam hai jisme kahani saraansh ek abodh divyang balak ki zindagi savarne ki kahani hai, veer sainiko ke prati bhavpoorna bhavanjali hai, bhavshoonyata chetawani hai poore samaj ke liye. Aatmakendrit na bane aur jati ka sawal poore desh ke liye sandesh hai. Asha hai aapko bhi Jeevan ke saraansh ka yeh safar utna hi sukhad aur apna lagega jitna yeh mere liye hai. Sudhi Pathak isse prerna lenge to mujhe Khushi hogi. Aapki sakaratmak pratikriya ki aasha mein…. DR. Neerja Khare…
| SKU | Book230884C |
| ISBN | 9789364264785 |
| Dimensions | 5*8 |
| Total Page | 62 |
| Paper Color | White Paper |
| Cover Laminations | Glossy |
| Language | Hindi |
| Publish Date | 11 Nov, 2025 |
No reviews found.
Discover books from our collection.