B O O K S C A M E L

Loading

Bookscamel is a leading company among book publishers in India. With over 8 years of experience in the publishing industry, we understand the needs of readers. Our publishing platform gives authors an opportunity to reach millions of readers. We are one of the most trusted book publishers in India and have a reputed presence in the nation in terms of quality printing and publishing support. Connect with our publishing consultants to know more about publishing opportunities at Bookscamel.

Shabdo ki Abhivakyta

Stock availability
(0 Customer Reviews)

Author: Satyendra Kumar Gupta

₹195.00

SKU: Book230845C
ISBN: 9789364261050
Book Size: 5*8
No of Pages: 116
Paper Color: Cream Paper
Cover Lamination: Glossy
Language: Hindi
Launch Date: 09 Oct, 2025
Also Available On:

Rachnakar koi peshevar lekhak nahi hain. Mool naam Satendra Kumar Gupta hai. Mata Shrimati Malti Gupta ji anganwadi karyakarta aur pita Shri Rangmahal Prasad Gupta ji hain. Unka prarambhik pesha kirane ka vyavsay tha. 1983-84 ke aaspaas mata ji ke anganwadi karyakarta banne ke baad pita ji ka vyavsay se nata lagbhag toot sa gaya aur mata ji ne hi paanchon bhai-behan ka palan-poshan kiya. Paanch bhai-behan ke kram mein, ve sthaanyata roop se doosre hain. Janm ki jankari ke anusaar unka janm 25 June 1990 ko gram Bejnjewra, Post Salka, Vikas Khand Bhaiyathan, Jila Ramanujganj (vartaman Jila Surajpur, Chhattisgarh) mein ek madhyam parivar mein hua. Prarambhik shiksha gaon ke pathshala mein aur ucch shiksha bhoutik vigyan mein snatak aur snatakottar (P.G.D.C.S.) ki degree Rajiv Gandhi Shaskiya Snatak Mahavidyalay Ambikapur se prapt ki (2014, 2015). Baad mein D.Ed. aur M.Ed. Mahatma Gandhi Mahavidyalay Manendragarh se (2012) prapt kiya. Vartaman samay mein ve M.V. Bhulanpur, Jila Surajpur (Chhattisgarh) mein shaskiya kanya uchch madhyamik vidyalay mein bhoutik vigyan ke adhyapak ke roop mein karya kar rahe hain. Unki shadi 2021 mein Adhuri Gupta se hui hai. Unka ek putra hai — Anubhav Gupta (Nammo). Rachnakar darshanik vichardhara ke hain. Pustak padhna, ghumna, vyangyaatmak tipanni karna, aur parivarik vishayon se gehra nata rakhna unhe pasand hai.

SKU Book230845C
ISBN 9789364261050
Dimensions 5*8
Total Page 116
Paper Color Cream Paper
Cover Laminations Glossy
Language Hindi
Publish Date 09 Oct, 2025

No reviews found.

Your Rating*

Your Name*
Your Email*
Your Rating (1-5)*
Message*

Related Products

Discover books from our collection.

Aatm Sanyam
  • ₹125.00
  • Asheeah Kushwaha, Ram Kishor Rathour
Lost Voices : Jharkhand Stories
  • ₹100.00
  • Dr. Anjela Swarndipika Kujur
Business Environment - For PG, UG and other level of commerce and management
  • ₹420.00
  • Dr. Dhiraj Bhattacherjee
International Business Management : Concepts and Theories
  • ₹1,299.00
  • Saji George, May Ifeoma Nwoye
A Brief Concept of Agronomy Vol-1
  • ₹345.00
  • Sudhanshu Verma ,Swati Swayamprabha Pradhan , Abhishek Singh
Shayar-e-Umeed
  • ₹249.00
  • Sumit Tiwari
Pharmacotherapeutics: D.pharmacy second year
  • ₹492.00
  • Bhagyashree Dhotre
Where the shadows don't know my name
  • ₹250.00
  • Tarh Tunga
Identification of Disability and Assessment of Needs
  • ₹699.00
  • Mr.Sailash Kumar, Mr.Krishan Lal
The Index of Indian Laws
  • ₹550.00
  • Ravindra Injallikar