B O O K S C A M E L

Loading

Bookscamel is a leading company among book publishers in India. With over 8 years of experience in the publishing industry, we understand the needs of readers. Our publishing platform gives authors an opportunity to reach millions of readers. We are one of the most trusted book publishers in India and have a reputed presence in the nation in terms of quality printing and publishing support. Connect with our publishing consultants to know more about publishing opportunities at Bookscamel.

Dr. Pawan Choudhary

Dr. Pawan Choudhary

Unknown Location

Yeh upanyaas aaj ke dainik jeevan mein ghatit hone wali ghatnaon ko pradarshit karta hai. Zyadaatar log chamak dhamak waalon ko tarjeeh dete hain. Sach yeh hai ki dikhave ki zindagi se kuch nahi hota hai. Jo sach hai wahi dikhana chahiye. Zindagi mein utaar-chadhaav se tanik bhi bhaybheet nahi hona chahiye. Samay badalta rehta hai, kabhi kisi mod par samay laakar rakh deta hai. Kabhi swapn mein bhi vyakti soch nahi paata jitna chahta hai, usse kahi zyada mil jaata hai. Vyakti ko sada sadabahaar rehna chahiye. Apne kartavya path par aage badhte rehna chahiye. Kaam koi chhota bada nahi hota hai, lekin imaandari se kiya gaya karm vyakti ko manzil tak le jaata hai. Vyakti ke jeevan mein uthalthapthal bana rehna ek sanyog hota hai. Riddhi aur Riya dono ka hi pati Mayank hai. Riya Mayank se pyaar karti hai. Mayank Riddhi se pyaar karta hai. Apne pyaar ko paane mein kaun jeetega, dekhna yeh hai. Bas intezaar hai agle volume ka.

1+

Books

0+

Sales

Books By Dr. Pawan Choudhary

Dr. Pawan Choudhary

Jab woh chala gaya

  • ₹110.00